KUMBHAL GARH (कुम्भल गढ़ दुर्ग )
KUMHALGRAH DURG JILA, UDAIPUR KI
KELVADA TAHSIL ME ESTIT HAI UDAIPUR KE UTAR-PASCHIM ME LAGBHAG 80 K.M DUR
ARAVALI PARVAT MALA KE BHICH HAI. YEH RAJSTHAN KA PRAMUKH KILA HAI.
ESKA NIRMAN KA SERY
MAHARANNA KUMBHA KO JATA HAI,JINHONE 1443 SE 1458 KE BHICH PARSID VASTUKAR
MANDAN ME ESKA NIRMAN KARWAYA THA.
![]() |
KUMBHAL GARH (कुम्भल गढ़ दुर्ग ) |
NIRMAN-(निर्माण )
KUBHALGARH UDAIPUR SE 70
K.M DUR SAMUNDRA TAL SE 1087 METR UNCHA OR 30 K.M VYAS ME FELA HUA HAI DURG HAI
MEWAD KE MAHARANNA KUMBHA KI SUJBHUJ VA PARTIBHA KA ANUPAM EMARAK HAI YEH GARH
1443 SE SURU HOKAR 15 VARSO BAD PURA HUA THA.
KUMBHALGARH KA NIRMAN KARY
PURA HONE PR MAHARANNA KUMBHA NE SIKKE BHI DALWAYE, JIN PR DURG OR USKA NAM
LIKHA HAI VASTUSASTRA KE AANUSAR DURG ME PRAVESH DWAR, PACHIR, JLASAY, BHAR
JANE KE LIYE SANKATKALIN DWAR, MAHAL. MANDIR, AAVASIY EMARTE, ESTAMBH, CHATRIYA
BNE HUYE HAI.
KUMBHALGARH KILE KA
‘AARETH POOL’ NAMAK DARWAJA KELWADE KE KASBE SE PASCHIM ME KUCH DURI PR 700 FUT
UNCHI NAL CHADNE PR BNA HAI HMESHA YAHA PEHARA HUA KRTA THA. ES DARWAJE SE
KARIB 1.6 K.M DUR PR ‘HALLA POL’ HAI, JAHA SE THODA AAGE CHALNE PR HANUMAN
POOL’ PR JAYA JA SKTA HAI
YAHA PR BHUT SI POOL HAI
JESE , VIJAY POOL BHERAV POOL, NIMBU
POOL, CHOGAN POOL, PAGAD POOL, GANESH POOL, AATE HAI.
DEKHNE LAYAK JAGAH (देखने लायक जगह )
KUND-
NICHE WALI BHUMI ME BHALIVAN ( BAVDI) OR ‘ MAMADEV KUND’ HAI. YAHA BHUT SE MANDIR HAI. MANDIR KE BHAR BHAG
ME VISHNU KE AAVTAR, DEVIYA, AADI KE MANDIR HAI.
GANESH POOL SE SAMNE VALI BHUMI PR GUMDAKAR
MAHAL OR DEVI KA ESTHAN HAI MAHARANNA UDAIYSINGH KI RANI JALI KA MAHAL YHA SE
KUCH SIDIYA OR CHADNE PR THA, JISE ‘JALI KA MALIYA’ KHA JATA HAI.
MANDIR- YAHA MAM DEB
MANDIR, PARSURAM MANDIR,BADAL MAHAL,VEDI MANDIR,AADI HAI.
![]() |
कुम्भल गढ़ कैसे पहुंचे |
KUMBHALGARH KESE PACHUCHE ( कुम्भल गढ़ कैसे पहुंचे )
BUS DWARA- YAHA PR
UDAIPUR, JAIPUR, JODHPUR, PUSKAR AADI SABHI ESTHANO SE BUSE AATI HAI.
RAIL DWARA- KUMBHAL GARH KE SABSE PAS RAILWAY STATION
FALNA ESTIT HAI,YEH JUCTION JODHPUR, JAIPUR, AJMER,DELHI, AHMADABAD,SE AAGATAR
RAILGADI AATI REHTI HAI.
PLAN DWARA- KUMBHALGARH KE
SBSE PAS HAWAI ADA MAHARANA PARTAP HAWAI ADA HAI OR DBOK HAWAI ADA HAI JO
KUMBHLAGARH SE 84 K.M DURI PR HAI.
0 comments:
Post a Comment